Thursday, October 30, 2014

Tanha shayri in Hindi By alone boy

     Palko mein aansu
     Aur dil mein dard soya hain.
     Hasne walo ko kya pata
     Rone wala kis kadar roya hai.
     Ye to bas wohi jaan sakta hai
     Meri tanhayi ka alam,
     Jisne zindagi mein kisi ko
     Pane se pehle khoya hai….!!

No comments:

Post a Comment

rvranghani.blogsot.in page contents